Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai
Kabhi khushi deta hai
Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai
Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai
Din to guzarte hain
Jiske khayaalon mein
Raatein guzarti hain
Uski hi yaadon mein
Waqt milan ka aaye
To raahon mein
Jhoome bahaarein
Phoolon ki kaliyon mein
Bhanvaron ki toli aaye
Kaliyon pe vo mandaraaye
Darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye
Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai
Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai
Aankhon pe chhaye hain
Sapna banke to
Koi paraaya aaye
Apna banke
Chalte chalte hi
Raahon ki dhoop mein
Saathi mil jaaye koi saaya banke
Manzil aaye na aaye
Ya koi toofan aaye
Dilwaalon ko ye jeena sikhaaye
Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai
Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai.
A.R. Rahman, Shweta Shetty
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra), Udit Narayan
Aditya Narayan Jha, Asha Bhosle
Asha Bhosle
Udit Narayan
Hariharan, Swarnalatha