Pyaara bhaiya mera dulha
Raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Pyaara bhaiya mera dulha
Raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra
Ghar aangan mehka gaya
Pyaara bhaiya mera
Pyaara bhaiya mera dulha
Raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra
Ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera
Aaj kaisi dhoom hai
Ga rahi shehnaaiyaan
Aanchal ki chhaaonmein
Baitha bhaiya saiyaan
Saj ke doli aayegi laut ke
Jab saath mein
Pyaari si bhabhi ka haath
Loongi apne haath mein
Phie ek din arre kya kehna
Ek phool sa khilega angna
Pyaara bhaiya mera dulha
Raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra
Ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera
Dekho kaisi saj rahi
Soorat mere yaar ki
Masti mein kya jhoomti
Shaam aayi pyaar ki
Goriyon ke beech mein
Baitha kaisi shaan se
Aise hi poore hon din
Mere bhi armaan ke
In haathon mein bhi
Koi haath aaye
Apni bhi suhaag ki raat aaye
Dekho yaara mera dulha
Raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra
Ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera
Pyaara bhaiya mera dulha
Raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra
Ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera.
Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Hariharan, Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu