Pyare babul se bichhad ke oo
Ho pyare babul se bichhad ke
Ghar ka angana suna karke
Gori kaha chali ghunghat me
Chand chhupaye
Gori kaha chali ghumgat me
Chand chhupaye
Suno kahti hai shehnai oo
Suno kahti hai shehnai
Gori ho gayi parayi
Chanchal ghode pe savar
Lene sajan aaye
Chanchal ghode pe savar
Lene sajan aaye
Sune mahal udas atari
Ruthi ruthi si phulvari
Dil me tadap chehare pe hansi hai
Haye lagi ye kaisi katari
Haye lagi ye kaisi katari
Babul kahe ko chhupaye oo ho
Babul kahe ko chhupaye
Dard hotho se dabaye
Tu ye chahe ke na chahe
Aansu aankh me aaye
Pyare babul se bichhad ke
Ghar ka angana suna karke
Gori kaha chali ghunghat me
Chand chhupaye
Gori kaha chali ghumgat me
Chand chhupaye
Jane anjane bhul huyi jo
Meri sakhi use dil se bhula de
Mahiyar ka rahe naam ujagar
Babul mohe aisi dua de
Sabke dil ki duvaye oo ho
Sabke dil ki duvaye tere sang sang jaye
Kabhi koi bhi dukh tere pas na aaye
Pyare babul se bichhad ke
Ghar ka angana suna karke
Gori kaha chali ghunghat me
Chand chhupaye
Gori kaha chali ghumgat me
Chand chhupaye.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar