Raat khushi ki aayi,
Aaj duniya nayi hai nazare naye
Raat khushi ki aayi,
Aaj duniya nayi hai nazare naye
Raat khushi ki aayi
Sine meib umange machali,
Hotho pe tarane aaye
Sine meib umange machali,
Hotho pe tarane aaye
Ham jinke liye jite the,
Aakhir woh jamane aaye
Unaki aashao ne rup dhare naye
Raat khushi ki aayi
Aaj duniya nayi hai nazare naye
Raat khushi ki aayi
Kirno ke sehare bunati
Raat aayi nasibowali,
Ho raat aayi nasibowali
Kirno ke sehare bunati
Raat aayi nasibowali
Ho raat aayi nasibowali
Dharti pe ujala phaila,
Ambar pe saji diwali
Mere naino me chamake sitare naye
Raat khushi ki aayi
Aaj duniya nayi hai nazare naye
Raat khushi ki aayi
Chalte huye ek rahi ne
Manjil kaa ishara paya
Chalte huye ek rahi ne
Manjil kaa ishara paya
Majadhar me ek naiyya ne
Manjhi kaa sahara paya
Inake tufan se ubhare kinare naye
Raat khushi ki aayi
Aaj duniya nayi hai nazare naye
Raat khushi ki aayi.
Hridaynath Mangeshkar
Talat Mahmood
Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar