Raat zulm ki kat jayegi
Bhagega andhiyara
Dur nahi ujiyara
Raat zulm ki kat jayegi
Bhagega andhiyara
Dur nahi ujiyara
Dur nahi ujiyara
Raat zulm ki kat jayegi
Bhagega andhiyara
Dur nahi ujiyara
Dur nahi ujiyara
Tufano ke bich desh ka
Tu hi hai dutara
Tu aazadi ki kashti ka
Keval ek sahara
Andhiyari raho par tune
Andhiyari raho par tune
Chalkar yahi pukara
Dur nahi ujiyara
Zalim ki hasti ko tune
Aage bhad dhitkara
Teri kurbani ne soye
Viro ko lalkara
Sun lo sadiya yaad karegi
Sun lo sadiya yaad karegi
Tera zohar pyara
Dur nahi ujiyara
Raat zulm ki kat jayegi
Bhagega andhiyara
Dur nahi ujiyara
Dur nahi ujiyara
Amar shahid chita par
Teri laga rahega mela
Tune apne khu se likha
Ye itihash sunhala
Ye itihash sunhala
Gaye firangi ab leharya
Ye arman tumhara
Aaj hua ujiyara
Vandematram vandematram
Vandematram vandematram
Vandematram.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle