Raaton ko jab nind ud jaye
Ghadi ghadi yaad koi aaye
Kisi bhi surat se bahle na dil
Tab kya kiya jaye bolo kya kiya jaye
Raaton ko jab nind ud jaye
Ghadi ghadi yad koi aaye
Kisi bhi surat se bahle na dil
Tab kya kiya jaye bolo kya kiya jaye
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Chanda ko dekh aag laga jaye
Tanhayi me chandani na bhaye
Thandi hawao me kape badal
Tab kya kiya jaye bolo kya kiya jaye
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Hotho pe naam aaye jaye
Aankho mein jab muskuaye
Darpan mein surat parayi dikhe
Tab kya kiya jaye bolo kya kiya jaye
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Sakhiyo ke bich dil ghabraye
Dar ho kahi bat khul jaye
Lekin akele me dhadke jiya
Tab kya kiya jaye bolo kya kiya jaye
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Ye to pyar ka rog hai rog bura
Jise ek dafa ye laga to laga
Raaton ko jab nind ud jaye
Ghadi ghadi yad koi aaye
Kisi bhi surat se bahle na dil
Tab kya kiya jaye bolo kya kiya jaye.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar