Veera
Ye sarrati sarrati raftaarein hain
Aage bas manzil hai
Peeche hawayein hain
Veera
Ye sarrati sarrati raftaarein hain
Aage bas hai manzil
Peeche hawayein hain
Tharrata tharrata ik toofaan
Jo chhoo ke jo guzre tto
Tham jaati raahein hain
Veeraveeraveera
O ik iraada hai koi khidmat ki
Ik jo naa maane
Jalta ik shola junoon ka hai
Gole ujaalon ke khaane
Raato’n ko cheere
Subah ki teerein
Kaali zanjeerein
Tod ke hi bana dil naya
Waqt ne jaise ho
Lamha chuna ho ho
Sare itihaaso pe
Choodega apna nisaan ho
Sarrati sarrati raftaarein hain
Aage bas hai manzil
Peeche hawayein hain
Veera
Tharrata tharrata ik toofaan
Jo chhoo ke jo guzre tto
Tham jaati raahein hain
Mushqil woh mushqil hi kya hai
Baazi jo jaan pe naa aaye
Dil hai dil kahaan hai
Aasani se khul jo jaaye
Khayalo mein bhi
Jo mumkin nahi ho
Wahi kar dikhana hi hado’n
Ki tto pehchaan hai
Khud me khud hi ka
Kuch bhi kahaan hai
Jaan bas wohi hai yaariyo’n
Pe jo kurbaan hai
Sarrati sarrati raftaarein hain
Aage bas hai manzil
Peeche hawayein hain
Veera
Tharrata tharrata ik toofaan
Jo chhoo ke jo guzre tto
Tham jaati raahein hain
Veera.
Sukhwinder Singh, Vishal Dadlani
Siddharth Coutto
Nandini Shrikar, Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Akon, Shruti Pathak, Vishal Dadlani
Clinton Cerejo, Shafqat Amanat Ali Khan, Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Akon, Hamsika Iyer