Rahi o rahi o rahi
Tere sar pe duao ke saye rahe
Tere sar pe duao ke saye rahe
Manzile path pe palke bichaye rahe
Tu nirasha me asha ke deepak jala
Tu nirasha me asha ke deepak jala
Ho himalay se ooncha tera hausla
O rahi o rahi rahi o rahi
O rahi rahi rahi rahi rahi
Allah hu akbar allah hu akbar
Allah hu akbar allah hu akbar
Jaan dete hai jo auro ke waste
Jaan dete hai jao auro ke waste
Sabke dil me banate hai wo raste
Unke kadmo se mitta hai har faasla
Ho himalay se ooncha tera hausla
O rahi o rahi
Masiha usi ko to kahte hai hum
Masiha usi ko to kahte hai hum
Khushi deke lele jo auro ke gum
Apne dil me tu auro ke gum le chala
Ho himalay se ooncha tera hausla
O rahi o rahi rahi o rahi o rahi
Nichawar hai us maa pe sara jaha
Nichawar hai us maa pe sara jaha
Tere jaisa ho lal jiske yaha
Jo karne chala dusro ka bhala
Ho himalay se ooncha tera hausla
Ho himalay se ooncha tera hausla
Ho himalay se ooncha tera hausla
O rahi o rahi.
Kanchan
Lata Mangeshkar