Rang birange phulo
Ki jhume re daliya
Kali kali aankho ke
Chalke re pyaliya
Rang birange phulo
Ki jhume re daliya
Kali kali aankho ke
Chalke re pyaliya
Tu pyar ka tar
Tod kaha chale re
Aisi pyari duniya ko
Chhod kaha chala re
Rang birange phulo
Ki jhume re daliya
Jivan hai kagaj ka tukda
Bund pade dhul jata
Mati ka tan sun mere
Man mati mein mil jata
Mati mein mil jata
Rang birange phulo
Ko pooja ne dal ke
Kali kali ankhiyo
Ka deepak ujal ke
Radha sang kanha
Ka ras jaha chala re
Is juthi dunyia ko
Chhod waha chala re
Rang birange phulo
Ki jhume re daliya
Jaoge to ja na sakoge
Bairagi chori chori
Baho ka bandhan
Palko ka pahra
Chitwan ki hogi dori
Cham cham chamke
Re kano me baliya
Jagmag jagmag
Damke re man me diwaliya
Tu pyar ka tar
Tod kaha chala re
Aisi pyari duniya ko
Chhod kaha chala re
Rang birange phulo
Ki jhume re daliya
Jiska prem parbu se laga
Bhag hai uska jaga
Jisko rup mila hai uska
Usne sab kuchh tyaga
Usne sab kuchh tyaga
Chak chak piu main
To ram ras pyaliya
Shyam ke bhajan mein
Bajau main to taliya
Radha sang kanha
Ka ras jaha chala re
Is juthi duniya ko
Chhod waha chala re
Rang birange phulo
Ki jhume re daliya
Kali kali aankho ke
ChalkeĀ re pyaliya
Tu pyar ka tar tod
Kaha chale re
Aisi pyari duniya ko
Chhod kaha chala re
Radha sang kanha ka
Ras jaha chala re
Is juthi duniya ko
Chhod waha chala re
Aisi pyari duniya ko
Chhod kaha chala re
Is juthi duniya ko
Chhod waha chala re.
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi