Rasm e ulfat ko nibhaye
To nibhaye kaise
Rasm e ulfat ko nibhaye
To nibhaye kaise
Har taraf aag hai daman
Ko bachaye kaise
Har taraf aag hai daman
Ko bachaye kaise
Rasm e ulfat ko nibhaye
Dil ki raho mein uthate
Hai jo duniya wale
Dil ki raho mein uthate
Hai jo duniya wale
Koi kahe de ke woh
Deewar giraye kaise
Koi kahe de ke woh
Deewar giraye kaise
Rasm e ulfat ko nibhaye
Dard mein dube huye
Nagame hazaro hai magar
Dard mein dube huye
Nagame hazaro hai magar
Saaz e dil tut gaya
Ho to sunaye kaise
Saaz e dil tut gaya
Ho to sunaye kaise
Rasm e ulfat ko nibhaye
Bojh hota jo gamo ka
To utha bhi lete
Bojh hota jo gamo ka
To utha bhi lete
Zindagi bojh bani ho
To uthaye kaise
Zindagi bojh bani ho
To uthaye kaise
Rasm e ulfat ko nibhaye
To nibhaye kaise
Rasm e ulfat ko nibhaye.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)