O jaane jaana meri
Jaanu main chaal teri
Tune ki dil ki chori
Dekhi teri jadoogari
O meri maal gaadi
Ho jaa junction pe khadi
Oo..oo..oo..
Mera kanta
Bichhu ka dankh hai
Charso chalis ka mujh mein
Woh current hai
Main bijli ki ek chingari
Main akeli hoon
Lakho pe bhari
Dekhe jo meri adaa
Ho jaaye woh bhi fidaa
Mere jalwe hai naye
Mere nakhre hai naye
Item girl hui sari purani
Laayi hun tere liye bhari ye jawaani
Bhulbhulaiya duniya sari
Reh jaungi mein yuhi kunwari
Aa haa teri mastani adaa
Kare har dil ko juda
Teri har chaal pe hai
Dhoni salman fidaa
Tere har ek thumke pey
Laalu akhilesh fidaa
Hooo..
Namkeen hoon
Namkeen hoon
Main mere hoth rasile
Pichhe pichhe aaye mere
Saare rangeele
Naagpur se kaanpur tak
Hai meri charcha
Karna chahe mujh pe
Log bhi kharcha
Oye hoye kyaa baat hai chhori
Kehte hai log mujhe raton ki rani
Zaleem zamane se hui pareshani
Bhulbhulaiya duniya sari
Reh jaungi mein yun kunwari
Tu hai baawari ik chingari
Tu mushibat sab se bhari.
Shaan
Kamal Khan
Rini Dhar, Hariharan