Ravan phuko dhoom dham se
Ravan phuko dhoom dham se
Vijay ram ne payi re bhaiya
Re bhaiya re bhaiya
Vijay ram ne payi
Ravan phuko dhoom dham se
Vijay ram ne payi re bhaiya
Re bhaiya re bhaiya
Vijay ram ne payi
Ravan phuko dhum dham se
Jhooth to hai ret ki
Deewar mere saathi
Jhooth to hai ret ki
Deewar mere saathi
Sachai ke ek hi
Thapede se gir jaati
Ramayan mein yahi likha hai
Ramayan mein yahi likha hai
Geeta ne yahi kaha
Mano mere bhai
Re bhaiya re bhaiya
Vijay ram ne payi
Ravan phuko dhoom dham se
Rah sidhi sujhe na aur
Sujhe ulta dhandha
Rah sidhi sujhe na aur
Sujhe ulta dhandha
Pag pag thokar khaye
Wo do aankho wala andha
Aisa gire sambhal na paye
Aisa gire sambhal na paye
Jag bhi usko thukraye
Sambhlo mere bhai
Ravan phuko dhum dham se
Vijay ram ne payi re bhaiya
Re bhaiya re bhaiya
Vijay ram ne payi
Ravan phuko dhum dham se
Paap mein jo haath range
Aakhir mein pachtaye
Paap mein jo haath range
Aakhir mein pachtaye
Boye bich babul ka wo
Aam kaha se paye
Jaisi bhi hoti karni
Jaisi bhi hoti karni
Hoti hai waisi bharni
Ravan phuko dhum dham se
Vijay ram ne payi re bhaiya
Re bhaiya re bhaiya
Vijay ram ne payi
Ravan phuko dhoom dham se
Ravan phuko dhoom dham se
Vijay ram ne payi re bhaiya
Re bhaiya re bhaiya
Vijay ram ne payi
Ravan phuko dhum dham se.
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Usha Khanna
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)