Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur
Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur
Kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge
Meri zindagi se dur
Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur
Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur
Jis din se ap ho gaye
Hai mere meharbaa
Ye ishk mangta hi
Gaya mujhse imtiha
Jis din se ap ho gaye
Hai mere meharbaa
Ye ishk mangta hi
Gaya mujhse imtiha
Ye ishk mangta hi
Gaya mujhse imtiha
Aashik to koi rah na
Saka aashiki se dur
Aashik to koi rah na
Saka aashiki se dur
Kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge
Meri zindagi se dur
Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur
Dil tha mera bhuja
Bhuja tanha thi zindagi
Paya karib apko
To payi hai khushi
Dil tha mera bhuja
Bhuja tanha thi zindagi
Paya karib apko
To payi hai khushi
Paya karib apko
To payi hai khushi
Or is khusi me ho gayi
Mai har kisi se dur
Or is khusi me ho gayi
Mai har kisi se dur
Kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge
Kya ap rah sakenge
Meri zindagi se dur
Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur
Rahta nahi hai chand
Kabhi chandani se dur.
Vaishali Samant
Pritha Mazumdar
Kumar Sanu
Hariharan
Kinnari
Kumar Sanu, Pamela Jain