Rootha kyun
Mujhse itna khafa na hona itna tu
Saansein bhi tere bina main na loon
Jaane kyun bewajah
O ho..rehne de
Teri mohabbaton mein rehne de
Tere khwabon mein mujhe behne de
Aisa hona de tu zara
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Rehta hai mere honthon pe
Tere honthon ka nishaan
Hota hai tanha raaton mein
Tere hone ka gumaan
Mujhe mehsoos hua hai aisa laga hai
Tumne chhua hai na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Hmm..ho..
Laazim hai, jaise saanson ke liye laazi hai hawa
Waise hi mere liye zaroori hai hona tera
Tere mere pyar ka rista sadiyon rahega
Sadiyon raha hai na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likhi hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na.
Shaan
Antara Mitra, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Sharib Sabri
Antara Mitra, Jubin Nautiyal