Aye mohabbat
Aye muqaddar
Waah tera kya kahena
Rooti aankhen lekar mujhko
Pad raha hai hasna
Ke deewane tere aasman se giri
Khazor pe atake
Aye mohabbat
Aye muqaddar
Waah tera kya kahena
Rooti aankhen lekar mujhko
Pad raha hai hasna
Ke deewane tere aasman se giri
Khazor pe atake
Ek aafat se jo bach nikle
Duji bala aan padi
Ek aafat se jo bach nikle
Duji bala aan padi
Haay mere deva
Safar mein aaj nikle the kaun si gali
Ke aise panchi ki haalat humari hai
Piche hai sikra to aage shikari hai
Ke deewane tere aasman se giri
Khazor pe atake
Sun ne wala zameen pe nahi
Koi mere fasane ka
Sun ne wala zameen pe nahi
Koi mere fasane ka
Gagan ke chanda magar tuto
Saathi hai deewane ka
Aasan kar de tu hamari mushkil ko
Zahen mein kho ja bas ek do pal ko
Ke deewane tere aasman se giri
Khazor pe atake
Aye mohabbat
Aye muqaddar
Waah tera kya kahena
Rooti aankhen lekar mujhko
Pad raha hai hasna
Ke deewane tere aasman se giri
Khazor pe atake.
Kavita Krishnamurthy
Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Udit Narayan