Roshani gul zara kijiye
Phir mujhe pyar se dekhiye
Main ajnabi nahi pahchan lijiye
Lag jaiye gale hai door kisliye
Aaj to kuchh nahi sochiye
Roshani gul zara kijiye
Sab hai waisa hi badla kuchh nahi hai
Mauka hai suhana manzil bhi hasi hai
Phir kya hai justzu jab hum hai ru baru
Parde mein kyu rahe ab dil ki arzu
Chilmane sab hata dijiye
Aaj to kuchh nahi sochiye
Roshani gul zara kijiye
Phir se wo lamhe aaye hai purane
Phir se wo lamhe aaye hai purane
Aao dauhraye phir se wo fasane
Yeh raat sahbnami yeh pal hai reshmi
Lagta hai raat ki har aas hai thami
Fasle sab mita dijye
Roshani gul zara kijiye
Main ajnabi nahi pahchan lijiye
Lag jaiye gale hai door kisliye
Aaj to kuchh nahi sochiye
Aaj to kuchh nahi sochiye.
Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Shakti Thakur