Roshni gum toh thi
Dhoop bhi maddham
Si thi raah mein
Dhundh toh thi
Aankh bhi kuchh
Nam si thi
Chat gayi badli si yahan
Dhul gaya har aasmaan
Aa rahi hai ik sada
Ab yahan
Roshni mein ghula
Ye sama hai ab yahan
Roshni se rawan
Hai jahaan
Roshni mein ghula
Ye sama hai ab yahan
Roshni ab yaha
Tu jo utha de
Nazar saahil ki ore
Tu jo panah de
Kadam manzil ki or
Khuda khud
Badha ke hath apna
Thaam lega tujhe
Roshni mein ghula
Yeh sama hai
Ab yahan
Roshni se rawan
Hai jahan
Mushkil ye rahein
Aasaan ho jayengi
Mashakkat yeh teri
Ik din rang laayegi
Parwaz kar itni
Unchi ki arsh
Jhuk jayega
Roshni mein ghula ye
Sama hai ab yahan
Roshi se rawan hai jahaan
Roshni mein ghula
Ye sama hai ab yahan
Roshni ab yahan.
Deepali Sathe, Dev Negi
Sunidhi Chauhan