Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the
Chaman ro ro ke kahta hai
Chaman ro ro ke kahta hai
Kabhi gul muskuraye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the
Agar dil ke zuba hoti to
Ye gham kuch kam to ho jata
Ye gham kuch kam to ho jata
Agar dil ke zuba hoti to
Ye gham kuch kam to ho jata
Ye gham kuch kam to ho jata
Udhar vo chup idhar sine me
Hum tufan chhupaye the
Chaman ro ro ke kahta hai
Chaman ro ro ke kahta hai
Kabhi gul muskuraye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the
Ye achha tha na hum kahte
Kisi se dasta apni
Kisi se dasta apni
Ye achha tha na hum kahte
Kisi se dasta apni
Kisi se dasta apni
Samjh paye na jab apne
Paraye to paraye the
Chaman ro ro ke kahta hai
Chaman ro ro ke kahta hai
Kabhi gul muskuraye the
Rula kar chal diye ik din
Hansi ban kar jo aaye the.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kamal Barot