Sajan tere sine mein meri dhadkan
Sajni tere sine mein meri dhadkan
Baje to mahke chandan sa badan
Mera tan man
Baje to mahke ye dharti or gagan
Sajan tera mera pyar ho amar
Sajni tera mera pyar ho amar
Jeevan ek maila ho
Yaha har akela hai
Tujhko pake laga jaise koi mera hai
Jeevan ek mela hai
Jaha har akela hai
Tujhko pake laga jaise koi mera hai
Aisa lage ho jaise dil ki
Diwali mein ho andhere
Tera mera pawan bandhan
Janmo hjanmo ka hai sanbandh
Mil hi jate hai do panchhi
Udte ude kahi dur gagan
Sajan tera mera pyar ho amar
Sajni tera mera pyar ho amar
Geeto ne pukara hai
Phulo ne sawara hai
Tera mera pyar sangeet ne nikhara hai
Geeto ne pukara hai
Phulo ne sawara hai
Tera mera pyar sangeet ne nikhara hai
Tujhko dekha dil ye kahta
Tujh bin jeevan banjar hota
Jab se mile tose naina sanam
Tab se lagi ye prem agan
Us din ki ab rah tako
Jis din banungi teri dulhan
Sajan tere sine mein meri dhadkan
Sajni tere sine mein meri dhadkan
Baje to mahke chandan sa badan
Mera tan man
Baje to mahke ye dharti or gagan
Sajan tera mera pyar ho amar
Sajni tera mera pyar ho amar.
Kumar Sanu
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Mahalakshmi Iyer