Luta di tune desh
Ki khatir jaan
Khoke tujhe anath ho
Gaya sara hidustan
Sare jaha se acha
Hindustan hamara
Sare jaha se acha
Hindustan hamara
Kyo jalimo ne luta
Ye gulistan hamara
Sare jaha se acha
Hindustan hamara
Maa tune is chaman
Apne lahu se sicha
Apne lahu se sicha
Hone diya kabhi na
Sar is vatan ka nicha
Sar is vatan ka nicha
Tujhko sarah sabne
Sar aankh pe bithaya
Tune hamara ruthba
Har mulk mein badaya
Har mulk mein badaya
Kyu aaj tujhko tere
Beto ne goli mari
Havaniyat ke aage
Insaniyat hain hari
Phir sarm se jhuka
Hai aane nishan hamara
Kyu jalimo ne luta
Ye gulistan hamara
Sare jaha se acha
Hindustan hamara
Tune sahid ho ke
Jo rasta dikhya
Jo rasta dikhaya
Gujare huye dino
Me jo dya jalaya
Hai jo diya jalaya
Ham iski rosni mein
Badte rahenge ae maa
Apne vatan ki khatir
Ham bhi lutayenge jaan
Ham bhi lutayenge jaan
Har katra is lahu
Ka le ke jiyenge
Gulshan mein tere phir
Vo khushiyo ke
Ghul khilenge
Mahkega pyar mein
Phir hindustan mein
Kyu zalimo ne luta ye
Gulistan hamara
Sare jaha se acha
Hindustan hamara
Sare jaha se acha
Hindustan hamara
Ham bulbule hai iske
Ye gulistan hamara
Jai hind jai hind jai hind.
Amit Kumar, Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Leena Chandavarkar