Joru ka bhai hai magar
Kahlaye ye shala mera
Bhai bahan ke pyar ne
Ghar bar kha dala mera
Botal piye ye dudh ki khali
Rahe pyala mera
Iski malai ik taraf
Iski malai ik taraf
Aur meri kamai ke taraf
Joru ka bhai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Saari khudai saari khudai
Ho saari khudai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Kismat ka sab ye khel hai
Takdir ka ye fer hai
Kuta bhi dekho dosto
Apni gali me sher hai
Mehman bhi ye vigat bane
Andher hai andher hai
Andha kasai andha kasai ik taraf
Bakre ka bhai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Saari khudai saari khudai
Ho saari khudai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Saari khudai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Akade hai kya sukhi hui roti
Hai tu tandur ki
Acha to aaja samne
Budki teri manjur ki
Bola to dunga tod main
Gardan teri amchru ki
Hat dur ho aaya bada
Surat bana langur ki
Inki ladai ik taraf
Haye inki ladai ik taraf
Aur apni duhai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Saari khudai saari khudai
Ho saari khudai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf
Saari khudai ik taraf
Joru ka bhai ik taraf.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
S.Balbir
Asha Bhosle
Kishore Kumar, S.Balbir
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Talat Mahmood