Saazish hain kaisi
Khwaaish hain kaisi
Kya ho raha hain
Na jaane koi oo aa
Saazish hain kaisi
Khwaaish hain kaisi
Kya ho raha hain na
Jaane koi yaha aa aa
Manzil hain khoyi
Raahe hain soyi
Tanhaa meri saanse
Chali hain kahaan
Tumko bhi to ye patta hain
In aansoo o ki wajaah
Mehsoos karte ho tum bhi
Jo dard mujhko mila
Kehne laga hain yeh lamha
Hona na mujhse juda
Hain kyun mera yaha bhi
Ik bas tumhare siva aa
Aankhein bhi sehmi huyi hain
Dil khoaf se hain bhara
Na jaane kyun raat ka yeh
Saaya hain thehra huaa
Kaale andheron mein humne
Paaya thaa jo kho diya
Hathon mein khali lakeere
Kuchh bhi nahi hain bacha
Saazish hain kaisi
Khwaaish hain kaisi
Kya ho raha hain na
Jaane koi yaha.
Bol Bhargavi
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
Harshit Tomar, Shalmali Kholgade
Zubeen Garg