Sab se pehle sangeet bana
Sab se pehle sangeet bana ho
Phir sooraj chaand sitaarein
Khushiyon ke sang
Phir dard bana ho
Dil banaake phir dilwaale
Phir ishq mohabbat
Pyaar hua oh ho
Kahin sohni aur
Mahiwaal hua oh ho ho
Phir khwaab saja li
Aankhon mein ho
Phir sapnon ka
Sansaar bana ho ho
Sab se pehle sangeet bana
Phir daulat aur jaagir bani
Rishton ki ek taqdeer bani
Panchhi daheke
Mausam maheke
Saawan aaye baadal barse
Hai sab kuch uski hi maaya ho
Jo tha sab se pehle pehle
Sab se pehle sangeet bana ho
Phir sooraj chaand sitaarein
Aah aah aah aah aah aah
Kudrat ne bhi tha janam liya
Aangan mein saat suron ke
Sargam ki rang phir mahek uthi
Kudrat ke surkh honton pe
Dilbar ke dil ko chhoone laga ho
Sangeet sanam pehle pehle
Sab se pehle sangeet bana ho
Phir sooraj chaand sitaarein
Khushiyon ke sang
Phir dard bana
Dil banaake phir dilwaale
Phir ishq mohabbat pyaar hua
Kahin sohni aur mahiwaal hua
Phir khwaab saja li
Aankhon mein oh ho
Phir sapnon ka sansaar
Bana oh ho ho oh ho ho
Oh ho ho
Sab se pehle sangeet bana
Phir sooraj chaand sitaarein.
Hema Sardesai
Sukhwinder Singh
Kavita Krishnamurthy
Sukhwinder Singh