Ho hoo sachchaai chhup
Nahin sakti banaavat
Ke usoolon se ki
Khushboo aa nahin sakti
Kabhi kaagaz ke phoolon se
Maein intezaar karoon
Ye dil nisaar karoon
Maein tujhse pyaar karoon
O magar kaise
aitbaar karoon
Jhootha hai tera wada
wada tera wada
wada tera wada
wada tera wada
wada tera wada
wada tera wada
wada tera wada
wade pe tere
maara gaya
Banda maein
seedha saadha
wada tera wada
wada tera wada
wada tera wada
wada tera wada
Tumhari zulf hai ya
Sadak ka mod hai yeh
Tumhari aankh hai ya
Nashe ka tod hai yeh
Kaha kab kya kisi se
Tumhein kuchh yaad nahin
Hamaare saamne hai
Hamaare baad nahin
Kitaab e husn mein to
Wafa ka naam nahin
Arey mohabbat tum
Karogi tumhaara
kaam nahin
Mohabbat tum karogi
Tumhaara kaam nahin
Akadti khoob ho tum
Meri mehboob ho tum
Akadti khoob ho tum
Meri mehboob ho tum
Nigaah e gair se bhi magar
Mansoob ho tum
Kisi shaayar se poochho
Ghazal ho ya rubaai
Bhari hai shaayari mein
Tumhaari bewafaai ho
Daaman mein tere phool
Hain kam aur kaante hain
Zyaada wada tera wada
wada tera wada
wade pe tere maara gaya
Banda maein seedha saadha
wada tera wada
wada tera wada
Taraane jaanti hai
Fasaane jaanti hai
Kai dil todne ke
Bahaane jaanti hai
Kahin pe soz hai tu
Kahin pe saaz hai tu
Jise samjha na koi
Vahi ek raaz hai tu
Kabhi tu rooth baithi
Kabhi tu muskuraai
Are kisi se ki mohabbat
Kisi se bewafaai
Kisi se ki mohabbat
Kisi se bewafaai
Udaae hosh tauba
Teri aankhen sharaabi
Udaae hosh tauba
Teri aankhen sharaabi
Zamaane mein hui hai
Inhin se har kharaabi
Bulaae chhaanv koi
Pukaare dhoop ko
Tera ho rang koi tera
Ho roop koi ho
Kuchh phark nahin
Naam tera raziya
ho ya radha
wada tera wada
wada tera wada
wade pe tere maara gaya
Banda maein
seedha saadha
wada tera wada
wada tera wada.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar