Sahar mein dekha ek tamasha bich
Sadak ek naar
Sahar mein dekha ek tamasha bich
Sadak ek naar
Saniya ke sang chali ghumne
Bani gale ka haar gale ka
Haar gale ka haar chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar
Chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar
Cigrate piti dhua udati
Rail ka jaise bamba are
Mardo jaise bal kate bhai naar hui
Ya khamba
Cigrate piti dhua udati
Rail ka jaise bamba are
Mardo jaise bal kate bhai naar hui
Ya khamba
Lal bahu ke gal gulabi nain
Musafir maar musafir maar
Musafir maar
Chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar
Chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar
Babu ko wo kahe darling darling
Kaha ki hai ye boli
Babu ko wo kahe darling
Kaha ki hai ye boli
Lambh dadhanga kurta pehne
Na ghunghat na choli ram ram
Lambh dadhanga kurta pehne
Na ghunghat na choli
Maal to desi chal bidesi
Samajh na aye yar na aye yar
Na aye yaar
Chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar
Chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar
Buri hai kya phir yaro
Apne ramlal ki maa bholi
Bhali sidhi sadhi
Sada kare ji han
Buri hai kya phir yaro
Apne ramlal ki maa bholi
Bhali sidhi sadhi
Sada kare ji han are bache pale
Choka dekhe kare balam sang pyar
Balam sang pyar balam sang pyar
Chali sahar ki
Naar ho chali sahar ki naar.
Talat Mahmood
Mohammed Rafi, Talat Mahmood
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Talat Mahmood