Sai ram sai ram
Sai ram sai ram
Koi fakir kahe
Koi kahe peer
Koi daata kahe
Sab ka malik hai ye
Leela aisi dikhayi
Main kya kahu
Saari duniya ko
Chalata hai ye
Ganpati rup me
Pranam tumhe sai
Ishwar allah rup
Wala naam tera sai
Kashi aur kababi
Dhaam tera sai
Tirth jaha pe
Waha naam tera sai
Koi subah jape
Koi shaam tumhe sai
Chaaro pehar
Gungaan tera sai
Kabhi dharmo se
Uancha naam tera sai
Raja bhi rank bhi
Gulam tere sai
Geeta aur ramayan
Me naam tera sai
Baybal bhi teri hai
Kuran tera sai
Dattatraya rup
Avtaar tera sai
Kiya bhavsagar
Se paar tune sai
Sabpe kiya hai
Upkaar tune sai
Chaand se kiya
Pyar tune sai
Mahalsab ji ne diya
Naam tumhe sai
Bas tune sai
Rangberangi ki
Hai pukar tu sai
Bhaijaan maan
Liya beta tum sai
Sabne hai pyar
Diya jaha pe hai sai
Bhiksha maangi hai
Har ghar tune sai
Inhi haatho se khilaya
Tune sabko hai sai
Lauta nahi khaali
Koi kabhi mere sai
Sabhike bhandare
Bhare tune mere sai
Andhe ko bhi netra
Diye tune mere sai
Gunge ko bhi vaani
De di tune mere sai
Kaudi ko bhi kaya
De di tune mere sai
Baajo ki bhi jyot
Bhari tune mere sai
Tute parivar jode
Tune mere sai
Tute parivar jode
Tune mere sai
Shirdi me hai
Safela jab mere sai
Saari raat chakki peesi tune
Mere sai aata failake tune hai
Sabko hai bacha
Liya tha tune mere sai
Deepak jalenge
Kaise deewali ko sai
Tel nahi diya koi
Maanga jab sai
Paani se jala diye
The diye mere sai
Maafi maangi charno
Me sabne hi sai
Dwarka me bhumi
Jo jalayi tune sai
Bujhi nahi aaj
Tak aisi jal sai
Ki udi jo kehlai mere sai
Kawdi me biti
Thi yaad mere sai
Karte khuda se
Baat dekho mere sai
Sabki hi baate
Yaha sunte the sai
Nayi nayi leela
Dikhate the sai
Aag dekhne ka
Dauda jab mere sai
Jalne se bachaya
Tune mere sai
Jitne the baithe
Waha samjhe na sai
Ganga luharan ka
Beta bacha liya sai
Shama ko jo kaant liya
Saanp ne tha mere sai
Vish ko utaar diya seediyo
Se sai charno me sai
Bolne jo saare
Lage jab mere sai
Lakshmi ko nau
Sikke thama diye sai
Bhole bhale bhakto
Ko jaga diye sai
Apne gyara vachan
Suna diye sai
Rahunga yahi pe
Main bata de sai
Samadhi ke rup
Me sama gaye sai
Shirdi ko teerth
Bana gaye sai
Bhakti ki ganga
Baha gaye sai
Sabko hi raasta
Dikha gaye sai
Rote huo ko
Hasa gaye sai
Tej bhaag sabke
Mita gaye sai
Pooja ki thaali
Saja gaye sai
Ki mehakn dikha gaye
Sai satya sant ki
Dhara baha gaye sai
Sharma se mahima
Likha gaye sai
Shankar dava gaye sai
Se bhakt kara gaye sai
Sai muskan hume de gaye sai
Sai muskan hume de gaye sai
Sai muskan hume de gaye sai
Bhakti ki ganga baha gaye sai
Ganpati rup me
Pranam tumhe sai
Ishwar allah rup
Wala naam tera sai
Ishwar allah rup
Naam tera sai
Ishwar allah rup
Naam tera sai.
Shankar Sahney, Sunidhi Chauhan
Shankar Sahney