Saiya ne baiya
Pakad ke marodi mori aise
Haye rey aise
Ki jaise koi nichode nimbuva
Ki jaise koi nichode nimbuva
Haye ki jaise koi nichode nimbuva
Ke mar gayi mai babua
Ke mar gayi mai babua
Saiya ne baiya
Pakad ke marodi mori aise
Haye rey aise
Ki jaise koi tode nimbuva
Ki jaise koi nichode nimbuva
Haye ki jaise koi tode nimbuva
Ke mar gayi mai babua
Ke mar gayi mai babua
Phulo ko chhune
Ka tarika tukado me
Par tu hai anadi
Tujhe kaise samjhau mai
Sise bilori koi
Aise nahi toadta
Oye sise bilori
Koi aise nahi toadta
Jalwe ho samne
To koi nahi toadta
Saiya bedardi ne
Dekho dhakele mohe aise
Haye haye aise
Ke jaise koi uchhale gaindva
Ke jaise koi uchhale gaindva
Ke mar gayi mai babua ui maa
Ke mar gayi mai babua
Ari kya kho gaya
Hasino ki davat ko
Jo aise thukrayega
Vo diwane zindagi me
Tu hamesha pachhtayega
Toba tu aaj jara
Toad ke to dekh le
Toba tu aaj jara
Toad ke to dekh le
Naata kisi ke
Sang joad ke tu dekh le
Saiya ne pure badan
Ko chhua to laga aise
Haye aise
Jaise mohe kate bichhuva
Jaise mohe kate bichhuva
Ke mar gayi mai babua
Ke mar gayi mai babua
Saiya ne baiya
Pakad ke marodi mori aise
Haye rey aise
Ki jaise koi tode nimbuva
Ki jaise koi nichode nimbuva
Haye ki jaise koi tode nimbuva
Ke mar gayi mai babua
Ke mar gayi mai babua.
N/A
Rekha Malik
Binota Bose
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Mubarak Begum
Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi