Sajan sawan re badre sa
Thehrta kyun nahi mujhpar sajan sawan
Sajan sawan re badre sa
Thehrta kyun nahi mujhpar garjta hai
Garjta hai bahot lekin barsta kyun nahi mujhpar
Sajan sawan
Woh takne par kinaron ki kalayi thaam lete hai
Ye behte dariya ho kar bhi wafa se kaam lete hai
Kisi sehra ke tarha mere sargam thehre hai
Garjta hai bahot lekin barsta kyun nahi mujhpar
Sajan sawan sajan sawan
Woh badre sa thehrta kyun nahi mujhpar
Sajan sawan sajan sawan
Sajan sawan sajan sawan.
Archana Salil
Shruti Raane
Vidhya Gopal