Sajao pyar ka sawan kisi
Ki premika ban ke
Sajao pyar ka sawan kisi
Ki premika ban ke
Na aurat ko karo badnam tum
Khalnaika ban ke
Na aurat ko karo badnam tum
Khalnaika ban ke
Sajao pyar ka sawan kisi
Ki premika ban ke
Na hargiz dusro ki rah
Me kate bichao tum ke phoolo
Ki tarah khushbu
Luta kar muskurao
Tum jo nari ho to har
Kartavye nari ka nibhao tum
Paraye dard le kar dard apne
Bhul jao tum amar ho jao
Apne krishan ke sang radhika
Ban ke amar ho jao
Apne krishan ke sang radhika
Ban ke na auratt ko
Karo badnam tum
Khalnaika ban ke
Sajao pyar ka sawan kisi
Ki premika ban ke
Tu vo aurat hai sab kuch
Jisne ek aurat ka china hai
Vo anguthi hu mai jisme
Na ab koi nagina hai
Ye jiwan zehar
Ban jaye to mushkil
Isko pina hai
Hai mera faisla khalnayika
Khalnayika ban kar hi jina hai
Tujh barbad kar dalungi mai
Khalnayika ban ke
Tujh barbad kar dalungi mai
Khalnayika ban ke
Khara sona hai vo jiske
Usulo me suchchai hai
Jaha ne sucche logo ko
Sada fasi lagai hai
Khilaf anyaye ke maine ladi
Hardam ladai hai
Tabahi apne
Darwaze pe tune khud
Bulai hai
Tabahi apne
Darwaze pe tune khud
Bulai hai
Gazab dhayegi ab
Ye nayika khalnayika
Ban ke
Gazab dhayegi ab
Ye nayika khalnayika
Ban ke
Na aurat ko karo badnam tum
Khalnaika ban ke
Na aurat ko karo badnam tum
Khalnaika ban ke
Sajao pyar ka sawan kisi
Ki premika ban ke.
Kavita Krishnamurthy
Sadhana Sargam
Sadhana Sargam, Vipin Sachdeva
Sadhana Sargam
Sushma Shrestha (Poornima), Vipin Sachdeva