Samay ke darpan me
Samay ke darpan me
Sukh dukh apna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Samay ke darpan me
Sukh dukh apna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Dur bhut hi dur, bhut hi dur
Bhut hi dur, bhut hi dur
Kahi bahro me
Dur bhut hi dur, bhut hi dur
Bhut hi dur, bhut hi dur
Kahi bahro me
Mahak rahi hai dhul
Khile hai phul kai hazaro me
Khel rahe hai aankh micholi
Hum joli pyar ke pehale sawan me
Samay ke darpan me
Sukh dukh apna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Laaj se wo jhal me
Laaj se wo jhal me
Nahi hai chain milan ki bela hai
Log kai hai sath bhari barat
Jiya akela hai
Uthar rahi hai meroi doli
O humjoli ashao ke angan me
Samay ke darpan me
Samay ke darpan me
Sukh dukh apna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Bhul gaye har baat sajaniya
Bhul gaye har baat sajaniya
Sej sajan sazane me
Bhaid jara tu khol
Jo dekha vo bhul sapn suhane me.
Dekha maine aankh jo kholi
O hum joli pyar hi pyar hi jiwan me
Samay ke darpan me
Samay ke darpan me
Sukh dukh apna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe
Aao hum tum mil jul ke ek sapna dekhe.
S. P. Balasubrahmanyam
Saleem Prem Raagi
Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy
Kishore Kumar