Sap se badhke mera jahar hai
Mai hu gazab ka jaharila insan
Uska jahar to dunia utar de
Mere jahar se bachaye bhagwan
Sap se badhke mera jahar hai
Mai hu gazab ka jaharila insan
Uska jahar to dunia utar de
Mere jahar se bachaye bhagwan
Sap se badhke mera jahar hai
Mai hu gazab ka jaharila insan
Dunia ke sitam se pathar ke
Sache me mujhe dhala
Toofano se mujhe pala
Bas pyar jhuka sakta mujhko
Ya uparwala
Mai dono ka hi matwala
Mujhe pyar ke badle me
Nafrat se agar cheda
Uth jayega fir toofan
Sap se badhke mera jahar hai
Mai hu gazab ka jaharila insan
Uska jahar to dunia utar de
Mere jahar se bachaye bhagwan
Mai ram hu aise anyayi
Sansar ke aanga me
Ye bheja hai mujhe van me
Jo aag lagi thi lanka me
Sulage hai mere man me
Bhadke hai mere man me
Samjhi na agar mujhko
Pachtayegi ye dunia
Karke mera apman
Sap se badhke mera jahar hai
Mai hu gazab ka jaharila insan
Uska jahar to dunia utar de
Mere jahar se bachaye bhagwan.
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Shailendra Singh
Asha Bhosle
Kishore Kumar