Sanso mein bhigi hui raat ko
Ek dusre ke jazbaat ko
Sanso mein bhigi hui raat ko
Ek dusre ke jazbaat ko
Chupke se baho mein tham lo
Jo na liya wo ilzam lo dil se kaam lo
Kahti hai dono se ye purwai purwai
Milti hai mushkil se tanhayi tanhayi
Sanso mein bhigi hui raato ko
Ek dusre ke jazbaat ko
Chupke se baho me tham lo
Jo na liya wo ilzam lo dil se kaam lo
Kahti hai dono se purwai purwai
Milti hai mushkil se tanhayi tanhayi
Fiza bhi yun dhua dhua hain
Sama bhi yun jawa jawa hain
Rahe hosh aise mein kise yaha
Sulag jane do dhadkano ko
Sark jane do chilmano ko
Simat jane do jane ja ye duriya
Tanha tanha jine me kya hai maza
Dedo dil ko chahat ki mithi saza
Kahti hai dono se purwai purwai
Milti hai mushkil se tanhayi tanhayi
Chalo khwab ke sahilo par
Zara der dono thahar kar
Sune jism ki har lahar ki sada
Mulakat ke ye saje pal
Mile na mile phir hame kal
Inhe chum lo hotho se jane ada
Ujale ujale phoolo ki diwar se
Aate jate dekho na kaise pyar se
Kahti hai dono se purwai purwai
Milti hai mushkil se tanhayi tanhayi
Sanso mein bhigi hui raat ko
Ek dusre ke jazbaat ko
Chupke se baho mein tham lo
Jo na liya wo ilzam lo dil se kam lo
Kahti hai dono se purwai purwai
Milti hai mushkil se tanhayi tanhayi.
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik
Abhijeet Bhattacharya
Sonu Nigam
Sonu Nigam
Sonu Nigam