Sau chand lage jab rab ke hath
Tera chehra ban gaya
Kudraat se hui ye karamat
Tera chehra ban gaya
Sau chand lage jab rab ke hath
Tera chehra ban gaya
Kudraat se hui ye karamat
Tera chehra ban gaya
Ye roshini ye chandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taro ka hai kam kya
Har raat hogi ab chand raat
Tera chehra ban gaya
Kudraat se hui ye karamat
Tera chehra ban gaya
Ye roshini ye chandni
Ho ke na ho kuchh gham nahi
Taro ka hai kam kya
Sau chand lage jab rab ke hath
Tera chehra ban gaya
Subha hoke shabnam sham ki lali
Kaliyo ki kamsin adaye
Husn ki shokhi lahak phulo ki
Masumiyat aur wafaye
Dhup ka aaina muskuraati hina
Dhup ka aaina muskuraati hina
Sadgi aur sharmo haya
Sab milke khile jab ek sath
Tera chehra ban gaya
Sau chand lage jab rab ke hath
Tera chehra ban gaya
Jab sawan ki pehli rimjhim
Tera badan chumegi
Noor kaha se chhalka itna
Din raat socha karegi
Khushbuo se hawa badalo se ghata
Khushbuo se hawa badalo se ghata
Puchhti hai ye jadu hai kya
Hamne keh di haskar ye baat
Tera chehra ban gaya
Kudraat se huwi ye karamat
Tera chehra ban gaya
Ye roshini ye chandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taro ka har kam kya
Sau chand lage jab rab ke hath
Tera chehra ban gaya
Kudraat se huwi ye karamat
Tera chehra ban gaya.
Bali Brahmbhatt, Mahalakshmi Iyer
Sonu Kakkar
Shreya Ghoshal, Udit Narayan
Kailash Kher