Jo na hona tha woh
Mujhe hona pada
Aaj khokar tujhe
Zinda rahna pada
Waqt se jo mila
Mujhe woh jakhm
Seena pada seena
Pada seena pada
Jo na hona tha woh
Mujhe hona pada
Aaj khokar tujhe
Zinda rahna pada
Waqt se jo mila
Mujhe woh jakhm
Seena pada seena
Pada seena pada
Phir kahin sahar mein
Chhotaa saghar banaa lunga
Tu sajaa thaa us tarah
Main sajaa lunga
Phir naye khawaab bhi
Gamlon mein main lagaa lunga
Tere gham kaa zahar
Yun bhi pina pada
Aaj kho kar tuje
Zinda rahnaa pada
Waqt se jo mila
Muje wo zakhm
Seena pada seena
Pada seena pada
Waqt marham hai tara
Zakhm bhi wo dega
Bin tere jeena ke laayak
Wo mujhe kar dega
Phir naye raaste dega
Wo mere qadmon ko
Phir mujhe laut kar
Aane kaa koi dar dega
Tootaa sapanaa
Mujhe phir pada
Aaj kho kar tujhe
Tahanaa pada
Waqt se jo milaa
Mujhe wo zakhm
Seena pada seena
Pada seena pada
Ab teri yaadon ko
Mahmaan main banaa lunga
Jab bhi aayengi to
Kuchh mahfilen sajaa lunga
Unke aane phir unke
Jaane ko rafta rafta
Koi aadat se haan
Main to banaa lunga
Haay itnaa kyun mujhe
Tanhaa yun hionaa pada
Aaj se jo milaa
Mujhe wo zakham
Seena pada seena
Pada seena pada.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Ahima Banerjee, Talat Mahmood
Sayeed Quadri
Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal
Alka Yagnik, Udit Narayan
Udit Narayan