Kuch nayi nayi wo baat thi
Shaadi ki pehli raat thi
Kuch nayi nayi wo baat thi
Shaadi ki pehli raat thi
Kitne the betab hum
Josh tha par hosh tha kam
Kuch nayi nayi wo baat thi
Shaadi ki pehli raat thi
Kuch nayi nayi wo baat thi
Paas wo aayi thi aur muskurai thi
Paas wo aayi thi aur muskurai thi
Maine haatho mein uska haath liya
Gajra use us raat diya
Chaahat ki shuruaat thi
Kuch nayi nayi wo baat thi
Shaadi ki pehli raat thi
Phir roz mein gajra lata tha
Ghar jaldi vapas aata tha
Zulfon ko mehkata tha
Kya kya kar jata tha
Kya kya kar jata tha
Kya kya kar jata tha
Har raat suhani raat thi
Kuch nayi nayi wo baat thi
Shaadi ki pehli raat thi
Pahli bar diya jab
Gajra uske haatho mein
Gajra uske haatho mein
Gajra uske haatho mein
Haath uske kanpe
Aur pyar tha aankhon mein
Pyar tha aankhon mein
Pyar tha aankhon mein
Pyar ki pehli barsat thi
Kuch nayi nayi wo baat thi
Shaadi ki pehli raat thi
Chaahat ki shuruaat thi
Har raat suhani rat thi
Pyar ki pehli barsat thi
Kuch nayi nayi wo baat thi
Ye silsile fir rukne lage
Armaan dil ke bhujne lage
Puchho na kya baat thi
Ye bhi nayi kuch baat thi
Aaj bhi jab main kisi phulo
Ki dukan se gujarta hu
Nahi bhulta hu main kabhi
Ek gajra kharida karta hu
Lekin aaj ye gajra
Kambkhat mahakta nahi
Pehle ki tarha dil bhi dhadakta nahi
Jo wada tumse kiya tha kabhi
Wo ab bhi nibhaya karta hu
Tasveer pe teri haar nahi
Main gajra sazaya karta hu
Main gajra sazaya karta hu.
Vinod Rathod
Nitin Raikwar, Vinod Rathod
Daboo Malik, Vinod Rathod
Vinod Rathod