Shayar shayar shayar shayar
Shayar shayar shayar shayar
Shayar shayar shayar shayar
Shayar shayar shayar shayar
Dil mera hain shayar
Shayari karta hain
Dil mera hain shayar
Shayari karta hain
Bhool gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Dil mera hain shayar
Shayari karta hain
Bhool gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Tumse shuru tumse khatam
Hoti hain iski shayari
Tumse shuru tumse khatam
Hoti hain iski shayari
Dil mera hain shayar
Shayari karta hain
Bhool gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Tumse shuru tumse khatam
Hoti hain iski shayari
Shayar shayar shayar shayar
Khamoshiyon ki zuban se yeh to
Karke ishare karke
Ishare karke ishare re
Armanon ke aashiyan se
Bas tujhe hi pukare
Tujhe pukare tujhe pukare re
Lamha lamha tujhko chahe
Lamha lamha tujhko chahe
Dard na jane re
Bajuon main tere
Aks ko bharta hain
Bhul gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Bajuon main tere
Aks ko bharta hain
Bhul gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Tumse shuru tumse khatam
Hoti hain iski shayari
Tumse shuru tumse khatam
Hoti hain iski shayari
Har dil jise gata hain
Ishq main aaisi shayri
Har dil jise gata hain
Ishq main aaisi shayri
Shayar shayar shayar shayar
Har panne pe naam
Tera yeh to likhta hi jaye
Likhta hi jaye likhta hi jaye re
Mane nahi kehna mera
Yeh dhadakta hi jaye
Dhadakta hi jaye
Dhadakta hi jaye re
Har dhadkan hain pyaasi pyaasi
Har dhadkan hain pyaasi pyaasi
Haal bura hain re
Bas judaai wale
Waqt se darta hain
Bhool gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Bas judaai wale
Waqt se darta hain
Bhool gaya hain mujhko
Bad tumpe marta hain
Tumse shuru tumse
Khatam hoti hain iski shayari
Dil mera hain shayar
Shayari karta hain
Bhool gaya hain mujhko
Bas tumpe marta hain
Tumse shuru tumse
Khatam hoti hain iski shayari
Tumse shuru tumse
Khatam hoti hain iski shayari.
Pankaj Udhas
Hema Sardesai, Kunal Ganjawala
Alka Yagnik