Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
Sunao ke kaise badlti hai duniya
Ke bandh aankh se kaise chalti hai duniya
Sunao ke kaise badlti hai duniya
Ke bandh aankh se kaise chalti hai duniya
Mohabbat hi khoosi hai mohabbat hi gham
Hasi bhi khoosi bhi hai iska tarana
Mohabbat hi khoosi hai mohabbat hi gham
Hasi bhi khoosi bhi hai iska tarana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
Muqqadar ne aisa shama bhi dikhaya
Ke kasid ne paigham ulta sunaya
Muqqadar ne aisa shama bhi dikhaya
Ke kasid ne paigham ulta sunaya
Ye nagma bhi kya chhed baitha hoon main
Sunao koi pyar ka sadiyana
Ye nagma bhi kya chhed baitha hoon main
Sunao koi pyar ka sadiyana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
O maalik ye insaf kaisa hai tera
Kisi ko ujala kisi ko andhera
O maalik ye insaf kaisa hai tera
Kisi ko ujala kisi ko andhera
Tarsta hai koi hasi ke liye
Mila hai kisi ko khoosi ka khazana
Tarsta hai koi hasi ke liye
Mila hai kisi ko khoosi ka khazana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho
Jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta rah gaya hai zamana.
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Alka Yagnik
Udit Narayan
N/A
Alka Yagnik, Kumar Sanu