Sheeshe ki umra
Pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Sheeshe ki umra
Pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Arey tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Hum apne liye jite hain
Humko jaha se kya
Hum khoon jigar peete hain
Humko jaha se kya
Hum apne liye jite hain
Humko jaha se kya
Hum khoon jigar peete hain
Humko jaha se kya
Ek raat ki hoti hai shama
Is ki hayaat kya
Sheeshe ki umra
Pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Haaye tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Bhul ja kasame toad de vaade
Na badale kisi ne yaha irade
Husan bhi jhutha pyar bhi jhutha
Wafa bhi jhuthi yaar bhi jhutha
Rahi ye duniya kiski hokar
Marde duniya ko tu thokar
Khud ka nahi hai bharosa koi
Duniya ka saath kya
Sheeshe ki umra
Pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Arey tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Rone se kahi acha hain
Tu gaale jhum ke
Phoolo ka jala de ye sina
Tu kanto ko chum le
Rone se kahi acha hain
Tu gaale jhum ke
Phoolo ka jala de ye sina
Tu kanto ko chum le
Hum deewanee hain
Deewaneo ko din
Kya hain raat kya
Sheeshe ki umra
Pyaale ki akhir bisaat kya
Tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya
Arey tuta jo dil kisi ka
To hairat ki baat kya.
Bappi Lahiri
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Bappi Lahiri