Ho aa aa
Shisha ho ya dil ho
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai
Tut jata hai tut jata hai
Tut jata hai
Lab tak aate aate hatho
Se sagar chut jata hai
Chut jata hai chut jata hai
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai
Ho
Kafi bas arman nahi
Kuchh milna aasan nahi
Duniya ki majburi hai
Phir taqdir jaruri hai
Yeh jo dushman hai
Aise dono razi ho kaise
Ek ko manao to duja
Ruth jata hai
Ruth jata hai
Ruth jata hai
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai
Baithe the kinare pe
Maujo ke ishare pe
Baithe the kinare pe
Maujo ke ishare pe
Ham khele tufano se
Is dil ke armano se
Hamko ye malum na
Tha koyi sath nahi deta
Koyi sath nahi deta
Majhi chod jata hai
Saahil chut jata hai
Chut jata hai
Chut jata hai
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai
Tut jata hai tut jata hai
Tut jata hai
Shisha ho ya dil ho
Duniya ek tamasha hai
Aasha aur nirasha hai
Thode phul hai kante hai
Jo taqdir ne bante hain
Apna apna hissa hai
Apna apna kissa hai
Koi lut jata hai koi lut jata hai
Lut jata hai lut jata hai
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai
Tut jata hai tut jata hai
Tut jata hai
Lab tak aate aate hatho
Se sagar chut jata hai
Chut jata hai chut jata hai
Shisha ho ya dil ho.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Narendra Chanchal
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi