Oye soniye…
Shokh bahoron ka mausam
Rangeen nazaron ka mausam
Kehata hain jaanam pyar karle
Budhape ko chhod tu naina ke char karle
Budhape ko chhod tu naina ke char karle hey..
Chadhi jawani buddhe pey
Ho chadhi jawani buddhe pey
Haay haay karti buddhe pey
Buddha pe mein iska ye haal dekho
Dekho kauva chala hans ki chaal dekho
Are kauva chala hans ki chaal dekho
Munh mein tere daant nahi hain
Chala hain channe chabane
Munh mein tere daant nahi hain
Chala hain channe chabane
Assi saal ki umar mein dekho
Mujhko gale lagane
Umar na dekho o raani
Le jaa prem nishaani lag jaa gale
Are lag jaa gale ikraar karle
Budhape ko chhod tu naina ke char karle
Are kauva chala hans ki chaal dekho
Pakad ke danda chalu o buddha
Kamar teri kamjhor hain
Pakad ke danda chalu o buddha
Kamar teri kamjhor hain
Roj main khata hoon ghee asli
Uss mein bada hi jhor hain
O naa kar jhora jhori
Baali umar hain mori
Ye tu uchhle hain
Ye tu uchhle hain jaise kotwal dekho
Kauva chala hans ki chaal dekho
Kauva chala hans ki chaal dekho
Munh mein mere daant nahi hain
Tu kyaa mujhko bata ti hain
Are kamar meri kamjhor hain
Ye kehkar mujhe chidaati hain
Ye le feka danda ab gadunga jhanda uii maa..
Kaise karta hain buddha kamal dekho
One two one two three four
This is break dance…
This is sheak dance…
One two chacha chaa…
One two chacha chaa…
One two chacha chaa…
One two chacha chaa…
And this is rock and roll..
Old is gold, old is gold
Old is gold, old is gold
Old is gold, old is gold…
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Sarika Kapoor, Shabbir Kumar, Vinod Rathod
Alisha Chinai, Vijay Benedict