Sinbad the sailor
Sinbad the sailor jahaaz me jab chala
Mere yaar sun lo sun lo
Dhoondh raha tha ek nayi duniya ka pata
Mere yaar sun lo sun lo
Woh anjaani raahon me thaa..o-o
Woh lehron ki baahon me thaa..o-o
Sab ne kaha tha in samundaron me jaana nahi
Mere yaar sun lo sun lo
Khwaabon ke peeche jaake kuch bhi hai paana nahi
Mere yaar sun lo sun lo
Woh apni hi dhun me rahaa..o-o
Woh sunna tha dil ka kahaa..o-o
Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
Aisa tha sinbad the sailor sailor
Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
Aisa tha sinbad the sailor sailor
Uska jahaaz khila toofanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Phir bhi na aayi kami uske armaanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Woh deewana aisa hi thaa..o-o
Woh sapnon ka humrahi thaa..o-o
Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
Aisa tha sinbad the sailor sailor
Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
Aisa tha sinbad the sailor sailor
Woh kuch paane ki chah me..o-o
Woh badhta raha raah me..o-o
Gehra samundar tha, unchi unchi lehren
Mere yaar sun lo sun lo
Kashtiyaan jin dekhi mushkil se thehre
Mere yaar sun lo sun lo
Woh saahil tak aa hi gayaa..o-o
Woh manzil ko paa hi gayaa..o-o
Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
Aisa tha sinbad the sailor sailor
Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
Aisa tha sinbad the sailor sailor
Tum ho toh gaata hai dil
Tum nahi toh geet kahaan
Tum ho toh hai sab haasil
Tum nahi toh kya hai yahaan
Tum ho toh hai sapnon ke jaisa haseen ek samaa
Jo tum ho toh yeh lagta hai ki mil gayi har khushi
Jo tum na ho yeh lagta hai ki har khushi me hai kabhi
Tum ko mangti yeh zindagi
Caralisa Monteiro
Farhan Akhtar
Suraj Jagan
Dominique Cerejo
Farhan Akhtar
Farhan Akhtar
Farhan Akhtar