Subah ki dhup si
Sham ke rup si
Meri sanso me thi
Jiski parchhaiya
Dekh kar tumko lagta
Hai tum ho wohi
Sochti thi jise meri tanhaiya
Tha tumhara hi mujhe intjar
Tha tumhara hi mujhe intjar
Han intjar
Dhup me chanv si
Shahar me ganv si
Meri raho me thi
Jiski parchhaiya
Dekh kar tumko
Lagta hai tum ho wohi
Sochti thi jise meri tanhaiyan
Tha tumhara hi mujhe intjar
Tha tumhara hi mujhe intjar
Han intjar
Ho.. Jab tum gum thi
Tab bhi tum thi
Jitna mai tha utni tum thi
Ho…. Dur the jab
Tum pas the aise
Nind se jhanke sapna
Jaise koyi jana apna jaise
Subah ki dhup si sham ke rup si
Meri raho me thi jiski parchhaiya
Dekh kar tumko
Lagta hai tum ho wohi
Sochti thi jise meri tanhaiya
Tha tumhara hi mujhe intjar
Tha tumhara hi mujhe
Intjar han intjar
Panchhi jage manjar dole
Ghar ke chhup
Chhup han kone bole
Lekar tumse rup sunhara
Dhula andhera saja savera
Har darpan me ho ek hi chehra
Dhup me chav si shahar me gav si
Meri raho me thi jiski parchhaiya
Dekh kar tumko
Lagta hai tum ho wohi
Sochti thi jise meri tanhaiya
Tha tumhara hi mujhe intjar
Tha tumhara hi mujhe
Intjar han intjar
Subah ki dhup si
Sham ke rup si
Meri sanso me thi
Jiski parchhaiya
Subah ki dhup si
Sham ke rup si
Meri sanso me thi
Jiski parchhaiya.
Shreya Ghoshal
Jagjit Singh
Puranchand Wadali (Wadali Brothers), Pyarelal Wadali (Wadali Brothers)
Jagjit Singh
Jagjit Singh