Subah meri subah re
Jaldi jaldi se aa re
Gire mujhe andhe re
Ujala munh ko phere
Churake in raato
Se din tu mere
Jaldi se jaldi aaja re
Subah meri tu aa re
Jaldi se jaldi aaja re
Subah meri tu aa re
Jo mere mann pyala
Andhera chhupa bhaaga
Roshanio ki ungaliyo
Ko thaam chalun
Kirano ki chandani ho gayi
Khushiyon ki aandhi ho gayi
Daali pe kuch shoki
Mile hain khwaishon ki
Dekhun kahin phool khile
Leharon ke kinaare
Hawao ke ghubaare
Umeedon ke hain mele lage
Mann ye mera manna manna
Re laga ke udd gaya
Sur ye kaisa sur
Taara se nikala udd gaya
Dekhun dekhun ke
Udd chala mera mann
Haa ke mode ke
Udd chala tera mann
Dekhun dekhun ke
Udd chala mera mann
Haa ke mode ke
Udd chala tera mann
Khushiya to kal tak thi
Yahan pe dhundhati
Sab se hain apni ho gayi dosti
Daali pe koshishon ki
Mele hain khwaishon ki
Dekhun kahin phool khile
Leharon ke kinaare
Hawao ke ghubaare
Umeedon ke hain mele lage
Dekhun dekhun ke
Udd chala mera mann
Haa ke mode ke
Udd chala tera mann
Dekhun dekhun ke
Udd chala mera mann
Haa ke mode ke
Udd chala tera mann.
Joi Barua, Prashant Vadhyar, Siddharth Basrur
Jasraj Joshi, Vasundhara Das
Krishna Bharadwaj
Vasundhara Das
Tejas Shankar, Vasundhara Das
Krishnakumar Kunnath (K.K)