Suno aye duniya walo
Ek naya paigam laya hu
Suno aye duniya walo
Ek naya paigam laya hu
Naya majhaf naya mandir
Naye adnam laya hu
Naya majhaf naya mandir
Naye adnam laya hu
Khuda ka ek banda hu
Khuda hona nahi mujhko
Khuda ka ek banda hu
Khuda hona nahi mujhko
Main jarra hu to
Zami se juda hona nahi mujhko
Main jarra hu to
Zami se juda hona nahi mujhko
Ager tum behaya ho
Behaya hona nahi mujhko
Ager tum behaya ho
Behaya hona nahi mujhko
Kapat botal mein hath mein
Ek jaam laya hu
Suno aye duniya walo
Ek naya paigam laya hu
Naya majhaf naya mandir
Naye adnam laya hu
Koi maszid ka parwana
Koi mandir ka deewana
Koi maszid ka parwana
Koi mandir ka deewana
Magar mai ek sarabi hu
Mera sab kuch hai ek main khana
Magar mai ek sarabi hu
Mera sab kuch hai ek main khana
Meri subaho surahi hai to
To suraj mera paimana
Meri subaho surahi hai to
To suraj mera paimana
Jo sagar se badhti hai
Wo rangi shyam laya hu
Suno aye duniya walo
Ek naya paigam laya hu
Naya majhaf naya mandir
Naye adnam laya hu
Kisi bekasak pe koi
Zulm dhaye to pita hu
Kisi bekasak pe koi
Zulm dhaye to pita hu
Kabutar ko kabhi jab baz
Kha jaaye to pita hu
Kabutar ko kabhi jab baz
Kha jaaye to pita hu
Jayada bojh se ager majdur
Dab jaaye to pita hu
Jayada bojh se ager majdur
Dab jaaye to pita hu
Main ek insaan hu insaniyat ka
Jaam laya hu
Suno aye duniya walo
Ek naya paigam laya hu
Naya majhaf naya mandir
Naye adnam laya hu.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur