Suno suno gagan ke tare
Suno suno gagan ke tare
Ghar aaye mehman hamare
Suno suno gagan ke tare
Man kahe mai milne jau
Nain kahe sharmau
Man kahe mai milne jau
Nain kahe sharmau
In dono ki uljhan me mai
Kaise paw badhau
Suno suno gagan ke tare
Suno suno gagan ke tare
Ghar aaye mehman hamare
Suno suno gagan ke tare
Chand se kahdo chupke chupke
Unko ye samjhaye
Chand se kahdo chupke chupke
Unko ye samjhaye
Dekh rahi koi rah tumhari
Kabki aas lagaye
Dekh rahi koi rah tumhari
Kabki aas lagaye
Suno suno gagan ke tare
Suno suno gagan ke tare
Ghar aaye mehman hamare
Suno suno gagan ke tare
Chand sitare kabhi kisi ka
Nahi sandesha late
Chand sitare kabhi kisi ka
Nahi sandesha late
Jinko jinse preet hai
Wo khud hi chal kar aate
Jinko jinse preet hai
Wo khud hi chal kar aate
Koi taro ko kahe pukare
Koi taro ko kahe pukare
Hum aaye hai pas tumhare
Koi taro ko kahe pukare
Hum aaye hai pas tumhare
Chup jao gagan ke tare
Chup jao gagan ke tare
Aa gaye mehman kahare
Chup jao gagan ke tare.
Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar