Hey suno
Suno re bhaiya hum laye hai
Ek khabar mastani
Aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani
Suno re bhaiya hum laye hai
Ek khabar mastani
Aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani
Bahut dino tak mal udaya ullu hume bnaya
Chhupke chhupke gapgpagap, kya
Chhupke chhupke gapgpagap baith ke
Halwa khaya gapgpagap
Gapgpagap baith ke halwa khaya
Arey ab to khulegi beta ji ki sari beimani
Aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani
Kah do dolat ke andho se
Kare na humse jhagda
Arey bado bado ke sar pe padta
Samay ka juta tagda ho padta
Ho padta samay ka juta tagda
Nahi chlegi yaha kisi bhi
Buche ki saitani
Aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Arey nani arey nani ho nani
Suno re bhaiya hum laye hai
Ek khabar mastani
Aaj kisi jalim ki marne wali hai nani
Haye nani haye nani ho nani.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Suman Kalyanpur