Suraj ki aag mein
Nahayenge hum
Samandaro mein
Ghar basayenge hum
Baadal ki naap taaro ke gaav
Behte behte jaana hai
Din ho ya raat bas tere saath
Udte udte jaana hai
Chhodo zamine chhodo aasma
Chhodo zamine chhodo aasma
Suraj ki aag mein
Nahayenge hum
Samandaro mein ghar
Basayenge hum
Tute taaro ke ghar jaaye
Thodi si ummide laaye
Pariyo ke sang chupke chupke
Aasmaan ke rang churaye
Chhand se uska dag mang le
Jannat se ek baag mang le aur chale
Chhodo jamine chhodo aasma
Chhodo jamine chhodo aasma
Aur kahi bhi dharti hogi
Pyar kisi se karti hogi
Uska bhi ek suraj hoga
Chaand wo dekhe marti hogi
Behte behte jaaye waha chal
Aaj jahanum ho koi kal aao chale
Suraj ki aag mein
Nahayenge hum
Samandaro mein
Ghar basayenge hum
Baadal ki naap taaro ke gaav
Behte behte jaana hai
Din ho ya raat bas tere saath
Udte udte jaana hai
Chhodo jamine chhodo aasma
Chhodo jamine chhodo aasma.
Asha Bhosle
Ravindra Jain
Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Asha Bhosle, Roop Kumar Rathod
Suresh Wadkar
Farid Sabri, Vinod Sehgal
Rekha Bhardwaj