Swarg mein milegi
Apsara mujhe yakin hai
Lekin apne gaaon ki
Gori bhi to haseen hai
Swarg mein milegi
Apsara mujhe yakin hai
Lekin apne gaaon ki
Gori bhi to haseen hai
Husn ka didar kiya
Kya bura kiya
Kisi ko jo pyar kiya
Kya bura kiya
Swarg mein milegi
Apsara mujhe yakin hai
Lekin apne gaaon ki
Gori bhi to haseen hai
Kal ka wada sapna hai
Shayad sach na ho paye
Haatho se mat jaane do
Aaj tumhe jo mil jaaye
Ha khud ko hi barbad kiya
Kab auro ko sataya hai
Kab auro ko tadapaya
Apna jigar jalaya hai
Us duniya mein milegi
Sharab aitbar hai
Lekin iss duniya mein bhi to
Madira ka bazar hai
Swarg mein milegi
Apsara mujhe yakin hai
Lekin apne gaaon ki
Gori bhi to haseen hai
Husn ka didar kiya
Kya bura kiya
Kisi ko jo pyar kiya
Kya bura kiya
Jannat kya hai kaisi hai
Karo sawal to achha hai
Dil ke behlane ke liye
Magar khayal to achha hai
Ha duniya magar khayal nahi
Duniya ek haqiqat hai
Jo kuch jitna mil jaaye
Samajho badi ganimat hai
Us duniya mein milegi
Sharab aitbar hai
Lekin iss duniya mein bhi to
Madira ka bazar hai
Swarg mein milegi
Apsara mujhe yakin hai
Lekin apne gaaon ki
Gori bhi to haseen hai
Husn ka didar kiya
Kya bura kiya
Kisi ko jo pyar kiya
Kya bura kiya.
Alka Yagnik
Sudesh Bhonsle
S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam
Alka Yagnik, Kumar Sanu