Taaqat Hain Jiske Paas - Bepanaah lyrics | Bepanaah - Taaqat Hain Jiske Paas lyrics

Taaqat Hain Jiske Paas is a hindi song from the 1985 movie Bepanaah. Taaqat Hain Jiske Paas singers are Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar. Taaqat Hain Jiske Paas composer is Mohammed Zahur Khayyam and Taaqat Hain Jiske Paas lyricist or song writer is Muqtida Hasan Nida Fazli. Taaqat Hain Jiske Paas music director is Mohammed Zahur Khayyam. Taaqat Hain Jiske Paas features Shashi Kapoor, Mithun Chakraborty, Poonam Dhillon, Rati Agnihotri Dheeraj Kumar, Kader Khan, Suresh Oberoi. Taaqat Hain Jiske Paas director is and the producer is . The audio of Taaqat Hain Jiske Paas song was released on 6th September, 1985 by Saregama. Taaqat Hain Jiske Paas YouTube video song can be watched above.


Oo ho jhut ka mol hain kya
Sach ki hain kimat kitni
Dekhna chaho to bazar mein
Aake dekho


Oo falsafo se kaha aati hain
Samjh mein duniya
Zindagi kya hain
Kitabo ko hata ke dekho
Taaqat hain jiske pas
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain
Dolat hai jiske pas
Arey dolat hai jiske pas
Sharafat usi ki hain
Dolat hain jiske pas
Sharafat usi ki hain


Duniya se agar daroge
To duniya satayegi
Duniya se agar daroge
To duniya satayegi
Jitna koi dabega
Ye utna dabayegi
Arey jitna koi dabega
Ye utna dabayegi
Tum sar uthaoge to
Ye sar ko jhukayegi
Sar ko utha ke jo chale
Ha sar ko utha ke jo chale
Ijat usi ki hain
Ha sar ko utha ke jo chale
Ijat usi ki hain
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain


Kismat hain ek fareb fareb
Kismat hain ek fareb
Garibi hai ek gunah
Arey jis dil mein hosala hain
Jis dil mein hosala hain
Wahi dil hain bepanah bepanah
Bepanah bepanah bepanah
Jis dil mein hosala hain
Wahi dil hain bepanah


Koi fakir hain lo yaha
Koi badsha, arey
Himat hain jiske pas
Arey wah bhai himat hain
Jiske pas hakumat usi ki hain
Himat hai jiske pas
Hakumat usi ki hain
Taaqat hain jiske
Pas adalat usi ki hain


Ho oo milti hain ramchandar
Ko vanwas ki saja, pita ko jo
Taklib de ye wo samaj hain


Oo ho kise kahaniya hain
Ahinsa ke sare bol
Gandhi ko katal karne ka
Ab bhi riwaj hain
Sachayi aag hain is aag mein na jal
Sachayi aag hain is aag mein na jal
Teda samaj hain idhi dagar na chal
Teda samaj hain idhi dagar na chal
Takdir kuch nahi takdir to badal


Kismat jo khud banaye
Ha kismat jo khud banaye
Ye kismat usi ki hain
Kismat jo khud banaye
Kismat usi ki hain
Taaqat hain jiske pas
Adalat usi ki hain


Dolat hain bepanah
To taaqat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To ijat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To taaqat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To ijat hain bepanah
Dolat hain bepanah
To shogarat hain bepanah
Himat hain bepanah
Taaqat hain bepanah
Jo badke khud utha le ha ha
Jo badke khud utha le
Ye dolat usi ki hain
Jo badke khud utha le
Ye dolat usi ki hain
Taaqat hain jiske
Pas adalat usi ki hain
Taaqat hain jiske
Pas adalat usi ki hain.



Movie/album: Bepanaah
Singers: Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
Song Lyricists: Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer: Mohammed Zahur Khayyam
Music Director: Mohammed Zahur Khayyam
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Mithun Chakraborty, Poonam Dhillon, Rati Agnihotri Dheeraj Kumar, Kader Khan, Suresh Oberoi
Release on: 6th September, 1985
1. Who is the music director of the song Taaqat Hain Jiske Paas
Ans: Taaqat Hain Jiske Paas song music director is Mohammed Zahur Khayyam
2. Who is/are the singer/singers of the song Taaqat Hain Jiske Paas
Ans: Taaqat Hain Jiske Paas song singers are Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Taaqat Hain Jiske Paas
Ans: Taaqat Hain Jiske Paas song composer is Mohammed Zahur Khayyam
4. Who is the Lyricist of the song Taaqat Hain Jiske Paas
Ans: Taaqat Hain Jiske Paas song lyricist is Muqtida Hasan Nida Fazli
5. What is the movie of the song Taaqat Hain Jiske Paas
Ans: Taaqat Hain Jiske Paas song is from Bepanaah
6. Who wrote the song Taaqat Hain Jiske Paas
Ans: Taaqat Hain Jiske Paas song is written by Muqtida Hasan Nida Fazli

Find other songs in - Bepanaah

1
Jeevan Maran Ke Ghere Mein

Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar

2
Nazariya Teer Chalaye

Asha Bhosle, Kishore Kumar

4