Taqdeer ki sadak
Pe bhagti zindagi
Taqdeer ke hatho
Se sawarti zindagi
Taqdeer ki sadak
Pe bhagti zindagi
Taqdeer ke hatho
Se sawarti zindagi
Ye falsafa to sab jante hai
Ab tu bhi jaan le
Hoga nahi jo ham jante hai
Ab tu bhi manle
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Raat ki aghosh me bhor
Jo khamosh hai
Wo abhi hai neend mein
Sayad kahi madhosh hai
Rat ki aghosh mein bhor
Jo khamosh hai
Wo abhi hai neend mein
Sayad kahi madhosh hai
Awaz to hai tere samne
Anzam bhi dekhle
Tere liye kya aa
Raha paigam bhi dekh le
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Dur jo thi zindagi ki
Dasta kitni badi
Uljhno se hai bhari
Hai masarat do ghadi
Dur jo thi zindagi ki
Dasta kitni badi
Uljhno se hai bhari
Hai masarat do ghadi
Koi ajnabi hai rahbhar
Kabhi to rahjan
Bhi sath mein
Dekho jara hai koi khada
Teri resmi rah mein
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Taqdeer ki sadak
Pe bhagti zindagi
Taqdeer ke hatho
Se sawarti zindagi
Ye falsafa to sab jante hai
Ab tu bhi jaan le
Hoga nahi jo ham jante hai
Ab tu bhi manle
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein
Kuch bhi na
Tere karam hai
Sab sath mein hai
Tere hath mein kuch bhi na
Kuch bi na ho kuch bhi
Na ho kuch bhi na
Kuch bhi na.